धन्य, धन्य तुझको प्रभु ,
हम कहते बारम्बार (2)
1अंधिथरे जीवन में हमारे, प्रेम का दीप जलाया
पाप कपट सब दूर हुए,हृदय में तेज जगाया,
तेरी होवे जय जयकार,प्रभु हम कहते बारम्बार।
2. पर्वत तेरी शान बताते सागर प्रेम तिहारा
चाँद सितारों में जो देखा पाया रूप तिहारा,
सब जीवन के आधार, प्रभु हम कहते बारम्बार।
3. कृपा दीनदयाल करो अब द्वार तिहारे आए
आत्मदान बलिदान करें हम, कब से आस लगाए
तेरी महिम अपरम्पार,पभु हम कहते बारम्बार
Dhanya, dhanya tujhko Prabhu
Hum kehte baarambaar
Andhithare jeevan mein hamaare, prem ka deep jalaaya
Paap kapat sab door hue, hriday mein tej jagaaya
Teri hove jai jaikaar, Prabhu hum kehte baarambaar
Parvat teri shaan bataate saagar prem tihaara
Chaand sitaaron mein jo dekha paaya roop tihaara
Sab jeevan ke aadhaar, Prabhu hum kehte baarambaar
Kripa deendayaal karo ab dvaar tihaare aaye
Aatmadaan balidaan karein hum, kab se aas lagaaye
Teri mahima aparampaar, Prabhu hum kehte baarambaar
Click a stanza to preview here.