दिल के दाग को धोवे कौन? लहू जो कि क्रूस से जारी मेरे मर्ज को खोवे कौन! लहू जो कि क्रूस से जारी
वह चश्मा है मामूर, दाग दिल के करता दूर, है मुझको फिर मंजूर लहू जो कि क्रूस से जारी मेरे मर्ज़ का शाफ़ी है, लहू जो कि क्रूस से जारी , मुआफ़ी को वह काफी है, लहू जो कि क्रूस से जारी
वह चश्मा है मामूर, दाग दिल के करता दूर, है मुझको फिर मंजूर लहू जो कि क्रूस से जारी
वह है मेरे कर्ज़ का दाम, लहू जो कि क्रूस से जारी, वह मेरा खास इनाम, लहू जो कि क्रूस से जारी
वह चश्मा है मामूर, दाग दिल के करता दूर,
है मुझको फिर मंजूर लहू जो कि क्रूस से जारी
दुःख तकलीफ़ में , है पनाह, लहू जो कि क्रूस से जारी, वह है मेरे घर की राह, लहू जो कि क्रूस से जारी
वह चश्मा है मामूर, दाग दिल के करता दूर, है मुझको फिर मंजूर लहू जो कि क्रूस से जारी x2
Dil ke daag ko dhove kaun? Lahoo jo ki kroos se jaari Mere marz ko khove kaun! Lahoo jo ki kroos se jaari
Woh chashma hai maamoor, Daag dil ke karta door, Hai mujhko phir manzoor, Lahoo jo ki kroos se jaari
Mere marz ka shafi hai, Lahoo jo ki kroos se jaari Muafi ko woh kaafi hai, Lahoo jo ki kroos se jaari
Woh chashma hai maamoor, Daag dil ke karta door, Hai mujhko phir manzoor, Lahoo jo ki kroos se jaari
Woh hai mere karz ka daam, Lahoo jo ki kroos se jaari Woh mera khaas inaam, Lahoo jo ki kroos se jaari
Woh chashma hai maamoor, Daag dil ke karta door, Hai mujhko phir manzoor, Lahoo jo ki kroos se jaari
Dukh takleef mein hai panah, Lahoo jo ki kroos se jaari Woh hai mere ghar ki raah, Lahoo jo ki kroos se jaari
Woh chashma hai maamoor, Daag dil ke karta door, Hai mujhko phir manzoor, Lahoo jo ki kroos se jaari (x2)