एक सितारा, आसमान पे
जा रहा, जा रहा
रौशनी से उसके चमका
ये जहान, ये जहान
रुक गया था, चलते चलते
बालक यीशु, थे जहाँ -2
ज्योतिषी को राह दिखा के
रुक गया, यीशु के द्वार -2
बैतलहम की गौशाला भी
चमक उठी थी, पाके उपहार -2
रौशन उसकी रौशनी से
हो गया ये जहान -2
आ गया संसार में ताकि
पाएं हम उस से उद्धार -2
ek sitaara, aasmaan pe
ja raha, ja raha
raushni se uske chamka
ye jahaan, ye jahaan
ruk gaya tha, chalte chalte
baalak yeshu, the jahaan -2
jyotishi ko raah dikha ke
ruk gaya, yeshu ke dwaar -2
baitalaham ki gaushaala bhi
chamak uthi thi, paake uphaar -2
raushan uski raushni se
ho gaya ye jahaan -2
aa gaya sansaar mein taaki
paayen hum us se uddhaar -2
Click a stanza to preview here.