रूह पाक की सब बरकतें
मेरी ज़िन्दगी में उतार दे -2
मुझे रास्ती का लिबास दे -2
जो मेरी खुदी को मार दे
रूह पाक की सब बरकतें
मेरी ज़िन्दगी में उतार दे
मैला हूँ सर से पाँव तक
अपने गुनाहों की गर्द से -2
मुझे धो के अपने खून से
मेरा रंग-ओ-रूप निखार दे
बेदिनियों की ये आंधियां
मेरा पत्ता पत्ता गिरा गईं -2
मैं तेरा लगाया दरख़्त हूँ
मुझे छू के रंग-ए-बहार दे
तुझे छोड़कर मेरे नासरी
हुआ उलझनों का शिकार मैं -2
मुझे रंग के अपने रंग में
मेरी आकबत को संवार दे
Rooh paak ki sab barkatein, meri zindagi mein utaar de
Mujhe raasti ka libaas de, jo meri khudi ko maar de
Rooh paak ki sab barkatein, meri zindagi mein utaar de
Maila hoon sar se paon tak, apne gunaahon ki gard se
Mujhe dho ke apne khoon se, mera rang-o-roop nikhaar de
Bediniyon ki ye aandhiyaan, mera patta patta gira gayin
Main tera lagaya darakht hoon, mujhe chhoo ke rang-e-bahaar de
Tujhe chhodkar mere Naasri, hua uljhanon ka shikaar main
Mujhe rang ke apne rang mein, meri aakbat ko sanwaar de
Click a stanza to preview here.