यीशु मेरे साथ है, यीशु मेरे अंदर है
यीशु को मैं पहने हूं, मुझमें वो जिन्दा है
यही मेरी ताकत है, यह नहीं भूलना है
कभी नहीं भूलना है, कभी नहीं भूलना है
1. जितनी हकूमतें यीशु के आधीन हैं
दुनिया की ताकतें यीशु के अधीन हैं
सारी बीमारियां यीशु के आधीन हैं
आत्मिक शक्तियां यीशु के आधीन हैं
2. शैतान चालाक है करता वो वार है
मसलूब यीशु से हो गया हार है
छू भी न पायेगा अब कभी वो मुझे
न डरा पायेगा अब कभी वो मुझे
Yeshu mere saath hai, Yeshu mere andar hai
Yeshu ko main pehne hoon, mujh mein woh zinda hai
Yahi meri taakat hai, yeh nahin bhoolna hai
Kabhi nahin bhoolna hai, kabhi nahin bhoolna hai
Jitni hakoomatein Yeshu ke aadheen hain
Duniya ki taaqatein Yeshu ke aadheen hain
Saari beemariyan Yeshu ke aadheen hain
Aatmik shaktiyan Yeshu ke aadheen hain
Shaitaan chaalak hai karta woh vaar hai
Masloob Yeshu se ho gaya haar hai
Chhoo bhi na paayega ab kabhi woh mujhe
Na dara paayega ab kabhi woh mujhe
Click a stanza to preview here.